Topic: QUEEN

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
late latif
thanx
Posted 18 May 2004

Topic: !! Q ~~~ V !!

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
oh poor admin





theek hai aap ki darkhuast par ghour kartay huey ham yeh reham ki apeal qabool kartay hain aur mujrim ko baizzat nahin sirf bari kartay hain
lakin yaad rahay


agar aainda is nay koi ghustakhi ki to fasadii ki jagah aap ko saza milay gi
Posted 18 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Posted 18 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
I am Back





yeh alag topic open karna tha phir socha rahnay do

yas yeh kya ajeeb GHAREEB nick hai matlab kya hai is ka plz batana zara
Posted 18 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
~*~USEY MUJH SEY MOHABBAT HAI~*~



Woh Mujh Sey Yeh Nahin Kehta

Usey Mujh Sey Mohabbat Hai

Mager woh Aaj Kal Aik Janoon ki Zid Main Rehta Hai

Ajab Aik Bekhudi Hai, jo Usey Bechain Rakhti Hai

Woh Mujh Sey Baat Karta Hai....

Bohat Hi Aam Si, Mosam Ki, Logon Ki

Mehaz Duniya Ki Rasmmi Si

Woh Mujh Se Baat Karnay K Bahaney Dhondta Hai Un Hawalon Sey

Samjhta Hai Main Us Ki Aam Si Baton Ko

Buss "Yunhi" Samjhti Hoon

Woh Milta Hai Mujhay Akser Bahano Sey

K Main Guzra Yahan Se, Socha Baat Hi Kar Loon

Samjhta Hai Main Us K In Bahano Ko Na Janoon Gi

Kabhi Jo Phone Karta Hai

To Uski Mohabbat Us K Lehjay Say Jhalkti Hai

Mujhay Bechain Karti Hai

Woh Mera Dhiyan Rakhta Hai

Meri Her Baat Ko Hi Bin_Kahay Woh Jaan Layta Hai

Samjhta Hai Woh Yeh Phir Bhi....!!!

Us Nay Khud Ko Chupa Rakha Hai Khud Hi Se

Mager Akser...!!!

Woh Khud Anjanay Main Apna Yeh Parda Chaak Karta Hai

K Jab Meri Bohat Pehlay Kahi Hue

Her Baat Ko Woh Yaad Rakhta Hai

Aur Unhi Lafzoon Ko Meray Samnay Duhra Bhi Deta Hai

Yun Lagta Hai K...!!!

Us Ne Meri Kahi Her Baat Ko Yaad Rakha Hai

Woh Mujh Se Yeh Nahin Kehta

K Us Ki Khuahish Usko Bohat Bechain Rakhti Hai

Ya Shaid In Dinon Woh Khud Say Bhi Chupata Hai

Mager...!!!

Uski Nighain Akser Usay Nakaam Kartin Hain

K Sarey Jaam Ulfat K Woh Bher Bher Ker Lutati Hain

Woh Darta Hai K Kahin Kho Na Dey Mujh Ko

K Koi Baat Uski Mujh Ko Us Sey Dour Na Ker Dey

Woh Mujh Ko Sochta Hai

Jagta Hai Raat Bher Woh Bhi

Mager Shaid Abhi Usko Mohabbat Main

Khamoshi Say Hi Jalna Hai

K Woh Jab Tak Perh Nahin Leta

Yeh Aankhin Jis Main K Uska Naam Likha Hai

K Meray Laho Ki Gardishon Main Raqs Karti Chahtin Uski

Woh Jab Tuk Paa Nahin Leta

Samjh Nahin Leta, Jab Tuk...!!!

K Main Bhi Gamzan Hoon

Khamoshi Se Us K Raastey Per

Main Bhi Jagti Hoon...Sochti Hoon Raat Bher Us Ko

Mager Us sey Nahin Kehti...!!!

"Mujhey Us Se Mohabbat Hai"

Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Sham K Ujalooo Main..



Shamm K Ujaloo Main
Apnay Naram Hatoon Say
Koi Baat Acchi Si
Koi Khuwab Sacha Sa
Koi Bolty Khushboo
Koi Sochta Lamha
Jab Bhi Likhna Chaho Gay
Soch K Dareechoon Say
Yaad K Hawaloo Say
Mera Naam Chup Chup Ker
Tum Ko Yaad Aye Ga
Hath Kanp Jayen Gay
Shamm Tehar Jaye Gi...!!!

Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Teray meray maan kay under
Jo komal say jazbay hain
Un komal say jazboon ko
Naam mohabbat mat dayna
Yeh zo-maini lafz 'Mohabbat'
In jazboon ka naam nahi
Is ek lafz ki kia qeemat?
Is ek lafz kay kia maini?
Jo galioon main,bazaroon main
Mohaloon main ,choubaroon main
Ek doojay say har koi
Bin soochay bin samjhay hi keh dayta hai
Sachay jazboon ko humdum ,naam bhala kab daytay hain
In ki khushboo tou dil main dheeray say bas jaati hai
Gar phir bhi tum kehtay hoo
In sundar say jazboon ko naam koi tou day daynay doo
Tou aao phir hum aur tum
Lafzoon kay is saagar ki
Gehrai main gum hoo kar
Woh ek lafz talaash karay
Jo kay ab tak koi bhi na keh,na sun paya hoo
Jis kay moujjid hi hum hoo
Jo kay sirf humara hoo



Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Posted 17 May 2004

Topic: ###AMAZING###

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
yes amazing
Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
goli kha k bhi??????
Posted 17 May 2004

Topic: Fragi

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
subha said:


oh so innocent fragi
Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
tarash main nay aap ko direct blame nahin kya...sab ko kaha hai..aur main nay kabhi kisi ki insult nahin ki....aur na hi kabhi koi fazool mazaq kya hai...plz mujhay koi aik post aisi meri batain jab main nay aap ko ..aadii ko ya ymahmood ko kisi animal say tashbeeh di hai...agar main nay koi aisi pic post ki hai aur mujhay bhool gaya to aap mujhay yaad dilain main sorry kahnay ko tayyar hoon
aur mujhay koi khushfahmi nahin k main akaili hi queen hoon yeh sirf aik nick hai.....jab tak direct mera naam nahin liya gaya tha main nay objection nahin kya tha...ok?
Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
MUJHE TANHAYON SE DER NAHIN LAGTA
K MUJHE RAH DIKHANE K LYE
MUJHE REHTA HAI EHSAS
K "TUM HO NA!"

MAY MUSHKILAT SE NAHIN GHABRATA
K MUJHE HOSLA DENE K LYE
MUJHE REHTA HAI EHSAS
K "TUM HO NA!"

LEKIN
MAY SOCHTA HOON
YE TO MERA KHAYAL HAI
MEHEZ MERA GUMAN HAI

KASH KABHI AISA HO
MUJHE RAH DIKHANE K LYE
MUJHE HOSLA DENE K LYE
TUM MERE QAREEB AAO
OR DHEERE SE KAHO

"MAIN HOON NA


Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
sab double nicks walay members ki aik id block kar daini chahiye...
waisay jo aik baar block ho oos ko new nick say login ki permission nahin honi chahiye
Posted 17 May 2004

Topic: HELLOOOOOOO

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
naqlain na utara karo ...jantay ho na naqlain utarna kiska kaam hai
Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Ajeeb larki hoon





Ajeeb larki hoon khud ko jalana chahtee hoon
Mai khud ko rakh ker kaheen bhool jana chahtee hoon

Mere naseeb ki khushiyaan bhee kab mili mujh ko
Bas ab to umer bher aansoo bhana chahtee

hoon

Najanay kitni mohabbat hai ranj-o-ghum se mujhe
Koi bhee dard ho dil mai chupana chahtee

hoon

Baha baha k ye aasnoo bikhar chuki hoon bahut
Simat k zaat mai ab muskurana chahtee

hoon

Jisay eik umer dil mai chupa k rakha hai
Wo raaz aaj mai sab ko batana chahtee

hoon

Wahee hai yaad jo acha kaha hai logon ne
Baqi saaray sitam bhool jana chahtee

hoon

Mujhe zamanay ne pathar samjh liya hai mager
Mai eik larki hoon sab ko batana chahtee

hoon

Jo mujh se rooth chuki hain zamanay ki khushiyaan
To mai bhee un khushiyoon se rooth jana chahtee

hoon

Koi to ho jo lagaye mujhay seenay se
Kisi ko mai bhee apnay ghum sunana chahtee

hoon

Tu apnay dil k her eik dar ko khool day
Mai dard ban ker teray dil mai aana chahtee

hoon


Posted 17 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
oh wol nama time
hay soffi u know WOL is stands for....
W...WOH
O...OFF
L...LINE

WOL....WOH OFF LINE...always ghayeb
Posted 15 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Dete,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyon Nahin Dete.

Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khade Ho Kyon Saza Kyon Nahin Dete.

Use Jis Ke Zakham Hain Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyon Nahin Dete.

Kayee Ghar Nahin Baste Hain Jin Ki Vajah Se,
Un Adhjali Rasmon Ko Jala Kyon Nahin Dete.

Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Dete.

Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main,
Ye Baat Apne Lab Se Bata Kyon Nahin Dete.

Anmol Khazana Hain Muskurahatein Teri,
Thoda Sa Ise Mujh Pe Luta Kyon Nahin Dete.

Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Thi Kabhi Tum Ne,
Wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyon Nahin Dete.

Ek Arsa Hua Chain Se Soye Huye 'Sweet Friend'
Mera Chain, Meri Neend Lauta Kyon Nahin Dete.
Posted 15 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
*~~*kachay dhaagay kachay rung*~~*



tum ne he kaha tha keh

apne dukh mujhe de do

aur is ke badlay mein

mere saaray sukh le lo



tum ne hee kaha tha

zindagi ke gulshan mein

phool jo bhi khiltay hain

saari khushiyaan tum se hain

jo husn ka qareena hai

jo ishq ka safeena hai

meri her khushi ho tum

balkih zindagi ho tum



kaash ! tum yeh na kehtay

kaash ! tum chup rehte



ya phir yeh na kaha hota**



mein tou eik rasta thi

mein eik aisa jazba thi

jis se khush huay thay tum

eik lamha , eik pal,

kis kadar faraib tha yeh



kachay dhaagay ka rishta **

kabhi bhi toot sakta hai **

tum ne kion kaha tha yeh ?
Posted 15 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
haha very funny fasadiii
Posted 15 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
late latif
Posted 15 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
hay sansan raat ko kyun chhora?



lag ja galay say phir yeh haseen raat ho na ho
shayed k ab is janam main mulaqaat ho na ha




Enteha ho gaye .intezaar ki
aaye na kuch khabaer meray yaar ki



zamana
Posted 15 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
just_adiii9 said:

ooho....aap phir wapis aa gai hain...............


main to shukar aada kar raha tha....k aap gain ....

laikin aap abhi yahin hain .

bayfikar raho main dushmanon ko khush honay ka moqa nahin daiti
Posted 15 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
queeny ji nay..........> goli maar di AAddiiii ko
Posted 15 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
Guzray hoay zamanay k baad bhi
Dil main raha wo chor k janay k baad bhi

Pehloo main reh k dil nai diyey hain boht fareb
Rakkha hai yaad uss ko bholanay k baad bhi

Qurbat k baad aur bhi qurbat ki talash
Dil mutmaeen nahi teray anay k baad bhi

Gou To yahan nahi hai,mager tou yaheen hai
Tera hee ziker hai teray janay k baad bhi

Lagta hai kuch kaha hee nahi usay Adeem
Dil ka tamam haal sunanay k baad bhi

              Adeem Hashmi
Posted 15 May 2004

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
stupid









D
Posted 15 May 2004

Topic: YOU STOOPID

QUEEN VICTORIA

Age: 124
7828 days old here
Total Posts: 26285
Points: 0

Location:
Lahore, Pakistan
¥Ä§ ÐËViL said:

yaar kise award doon, sab hi apne liye dua kar rahe hain...

nominations

Queen
Sall
Sana
Khushi

the thing that shocks me is, why all the girls are nominated for this stoopid award

ab aik poll main open karnay ja rahi hoon bach k rehna sab log




ziada khush honay ki zaroorat nahin bas ab aap ko yahi kahna hai






"aur phir meri aankh khul gaye"
Posted 15 May 2004